SEARCH RESULTS
Showing search results for "pashiimaanii"
Nazm MATCHES FOR "pashiimaanii"
Nazm
mujhse pahle
ye bhii mumkin hai ki ik din vo pashiimaa.n ho kar
tere paas aa.e zamaane se kinaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
mata-e-ghair
kaun jaane mire imroz kaa fardaa kyaa hai
qurbate.n ba.Dh ke pashemaan bhii ho jaatii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
pashemani
mai.n ye soch kar us ke dar se uThaa thaa
ki vo rok legii manaa legii mujh ko
Kaifi Azmi
Nazm
shikast
bujh chuke hai.n mire siine me.n mohabbat ke ka.nval
ab tire husn-e-pashiimaa.n se mujhe kyaa lenaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaad-e-aligarh
KHud apne kiye par pashemaan duniyaa
kahaa.n le ke aayaa hame.n aab-o-daana
Aabidullah Ghazi
Nazm
andeshe
be-mahal chhe.D pe jazbaat ubal aa.e ho.nge
Gam pashemaan-e-tabassum me.n Dhal aa.e ho.nge
Kaifi Azmi
Nazm
ehtiyat
kyuu.n ye laGziida-KHiraamii pe pashiimaa.n-nazarii
tum ne to.Daa to nahii.n rishta-e-dil TuuT gayaa
Kaifi Azmi
Nazm
ham-asr
tere naam kii shohrat tere kaam kyaa aa.ii
mai.n bhii kuchh pashemaa.n huu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
kya gul-badani hai
vo chaal me.n hai loch ki shaaKHe.n hai.n pashemaa.n
aur la.al-e-guhar-baar pe vo naGma hai Galtaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
ehsas-e-kaamran
aur phir apnii siyaasat pe pashemaa.n ho kar
apne naakaam iraado.n kaa kafan le aa.e.n