SEARCH RESULTS
Showing search results for "payaam"
Nazm MATCHES FOR "payaam"
Nazm
muhasara
mire Ganiim ne mujh ko payaam bhejaa hai
ki halqa-zan hai.n mire gird lashkarii us ke
Ahmad Faraz
Nazm
aazadi
mirii sadaa hai gul-e-sham-e-shaam-e-aazaadii
sunaa rahaa huu.n dilo.n ko payaam aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
auro.n kaa hai payaam aur meraa payaam aur hai
ishq ke dard-ma.nd kaa tarz-e-kalaam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
pahli nazar
haa.e vo pahlii nazar vo us kii aa.nkho.n ke payaam
vo lajaa kar muskuraa kar dast-e-naazuk se salaam
Hasrat Jaipuri
Nazm
mata-e-ghair
terii maanuus nigaaho.n kaa ye mohtaat payaam
dil ke KHuu.n karne kaa ek aur bahaana hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
basti ki laDkiyon ke nam
chal ai nasiim-e-sahraa ruuh-o-ravaan-e-sahraa
meraa payaam le jaa suu-e-butaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
raqs
vo ruup rang raag kaa payaam le ke aa gayaa
vo kaam-dev kii kamaan jaam le ke aa gayaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
nahii.n jo mauj-e-sabaa me.n ko.ii shamiim-e-payaam
to ab sabaa me.n sabaa ke sivaa kuchh aur nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
yaum-e-jamhur
yaum-e-jamhuur tere aane par
naach uThe hai.n masarrato.n ke payaam
Charkh Chinioti
Nazm
intibah
sitam-nasiibaan-e-sarzamii.n ko payaam pahu.nchaa diyaa gayaa hai
niguu.n-sarii kaa qayaam hogaa
Atif tauqeer
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
ai dosto mile.n to bas ik payaam kahnaa
ustaad-e-mohtaram ko meraa salaam kahnaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
tum nahin aae the jab
shab-e-tanhaa.ii me.n bhii lutf-e-mulaaqaat kaa ra.ng
roz laa.egii sabaa kuu-e-sabaahat se payaam
Ali Sardar Jafri
Nazm
bahadur-shah-zafar ki yaad mein
sabaa ye ruuh-e-'zafar' kaa payaam laa.ii hai
ki saltanat se fuzuu.n ishq kii gadaa.ii hai
Ravish Siddiqi
Nazm
zabta
daroG-go.ii ko sachchaa.ii kaa payaam kahuu.n
jo raahzan hai use rahbar-e-avaam kahuu.n