SEARCH RESULTS
Showing search results for "raabta"
Nazm MATCHES FOR "raabta"
Nazm
kitaben
kitaabo.n se jo zaatii raabta thaa kaT gayaa hai
kabhii siine pe rakh ke leT jaate the
Gulzar
Nazm
nazm
tirii talab kaa sabab sirf KHaalii-pan to nahii.n
ki tujh se raabta meraa zaruuratan to nahii.n
Balmohan panday
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ki ab bhii rabt-e-jism-o-jaa.n kaa e'tibaar hai mujhe
yahii vo e'tibaar thaa
Noon Meem Rashid
Nazm
is tarah ki baaton mein ehtiyat karte hain
ek phiikaa phiikaa saa
raabta to hotaa hai
Moeen Nizami
Nazm
be-chaargi
hazaar baar hu.aa yuu.n ki jab umiid ga.ii
gulo.n se raabta TuuTaa na KHaar apne rahe
Akhtarul Iman
Nazm
waba ke dinon mein maut ki rehearsal
apne aap ko baato.n me.n lagaa.e hu.e hai.n
jaane kab ye raabta munqata.a ho
Sidra Sahar Imran
Nazm
teri talab ka sabab sirf Khaali-pan to nahin
tirii talab kaa sabab sirf KHaalii-pan to nahii.n
ki tujh se raabta meraa zaruuratan to nahii.n
Balmohan panday
Nazm
wirus
ab kisii ke darmiyaan ko.ii raabta nahii.n
kisii davaa kaa dard se ko.ii vaasta nahii.n
Qazi Saleem
Nazm
koi rang dil pe chaDha nahin
mujhe jis maqaam pe chho.D kar
ye sifaal-e-raabta to.D kar
Moeen Nizami
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
tujh se ye rabt ki mauhuum bhii mafhuum bhii hai
tuu ki hai mujh se tirii ziist kaa har rang judaa
Abdul Ahad Saaz
Nazm
kahna ye tha
net kaa raabta ju.D nahii.n paataa
ju.D jaa.e to pal se ziyaada rukne ko tayyaar nahii.n hai
Saima Esma
Nazm
parchhaiyan
laKHt-e-dil kii tarah mujh me.n rahtaa hai vo
qatra-e-KHuun saa mujh me.n bahtaa hai vo
Nitin Nayab
Nazm
kyon nahin samajhte hum
tiirgii havaa se kyo.n raabta ba.Dhaatii hai
kyo.n havaa charaaGo.n kii piiTh thapthapaatii hai
Tariq Qamar
Nazm
be-nam silsile
ajiib KHvaabo.n kaa be-naam silsila hai ye
ki zindagii se ko.ii raabta nahii.n miltaa
Shariq Adeel
Nazm
mohabbat aur fasle
magar hai faasla in me.n
alag bhii hai.n magar gahraa saa hai ik raabta in me.n