SEARCH RESULTS
Showing search results for "raaje"
Nazm MATCHES FOR "raaje"
Nazm
shikwa
bas rahe the yahii.n saljuuq bhii tuuraanii bhii
ahl-e-chii.n chiin me.n iiraan me.n saasaanii bhii
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
reg ko silsila-e-aab-e-ravaa.n jaanaa thaa
aah ye raaz abhii mai.n ne kahaa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
saqi-nama
vo mai jis me.n hai soz-o-saaz-e-azal
vo mai jis se khultaa hai raaz-e-azal
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
tujh se hu.aa aashkaar banda-e-momin kaa raaz
us ke dino.n kii tapish us kii shabo.n kaa gudaaz
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
zindagii terii hai be-roz-o-shab-o-fardaa-o-dosh
zindagii kaa raaz kyaa hai saltanat kyaa chiiz hai
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
jaantaa huu.n aah me.n aalaam-e-insaanii kaa raaz
hai navaa-e-shikva se KHaalii mirii fitrat kaa saaz
Allama Iqbal
Nazm
mere dard ko jo zaban mile
merii zaat kaa jo nishaa.n mile
mujhe raaz-e-nazm-e-jahaa.n mile
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yaad-e-aligarh
kabhii raaz-e-dil kah ke us ko chhupaayaa
kabhii dosto.n me.n yuu.nhii kuchh u.Daayaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
saba viran
mohabbat shola-e-paraa.n havas buu-e-gul be-buu
za-raaz-e-dahr kam-tar-go!
Noon Meem Rashid
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
aatii thii koh se sadaa raaz-e-hayaat hai sakuu.n
kahtaa thaa mor naa-tavaa.n lutf-e-KHiraam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
kashish kaa raaz huvaidaa kiyaa zamaane par
lagaa ke aa.iina-e-aql-e-duur-bii.n mai.n ne