SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahm"
Nazm MATCHES FOR "rahm"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
naamuus kaa us ke paas rahe vo parda-nashii.n bad-naam na ho
us parda-nashii.n ko yaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tumhe.n udaas saa paataa huu.n mai.n ka.ii din se
na jaane kaun se sadme uThaa rahii ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
naadaarii daftar bhuuk aur Gam
un sapno.n se Takraate rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq kahin le chal
be-rahm zamaane ko ab chho.D rahe hai.n ham
bedard aziizo.n se mu.nh mo.D rahe hai.n ham
Akhtar Shirani
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
kis zabaa.n se kah rahe ho aaj tum saudaagaro
dahr me.n insaaniyat ke naam ko uu.nchaa karo
Josh Malihabadi
Nazm
chadar aur chaar-diwari
na jaane kab kaa galaa sa.Daa hai
ye aap se rahm chaahtaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
kab tak
jab tak mere rahm se bachche kii taKHliiq kaa KHuun bahegaa
jab tak meraa rang hai taaza
Fahmida Riaz
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
ham jiite-jii masruuf rahe
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujrim
yaa kabhii rahm ke jazbe se haraarat paa kar
chaar chhe paise unhe.n baKHsh diyaa karte hai.n
Shakeb Jalali
Nazm
chala aa raha hun samundaron ke visal se
chalaa aa rahaa huu.n samundaro.n ke visaal se
ka.ii lazzato.n kaa sitam liye
Noon Meem Rashid
Nazm
KHak-e-dil
ek saathii bhii tah-e-KHaak yahaa.n sotii hai
arsa-e-dahr kii be-rahm kashaakash kaa shikaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
be-ilm-o-be-hunar hai jo duniyaa me.n ko.ii qaum
nature kaa iqtizaa hai rahe ban ke vo Gulaam
Akbar Allahabadi
Nazm
badnam ho raha hun
faryaadii-e-jafaa-e-ayyaam ho rahaa huu.n
paamaal-e-jaur-e-baKHt-e-naakaam ho rahaa huu.n
Akhtar Shirani
Nazm
mashriq haar gaya
mujh ko chuggii daa.Dhii vaale 'akbar' kii khisyaanii ha.nsii par
.....rahm aataa hai