SEARCH RESULTS
Showing search results for "rasm-e-muravvat"
Nazm MATCHES FOR "rasm-e-muravvat"
Nazm
9
mai.n ne kahaa ki tum se mulaaqaat hai bahut
har roz rasm-o-raah-e-mudaaraat hai bahut
Zeeshan Sahil
Nazm
mata-e-alfaz
aur is arsa-e-aKHlaaq-o-muravvat me.n kabhii
ek pal ke liye vo saa.at-e-naazuk aa jaa.e
Zehra Nigaah
Nazm
abstract art
abstract art kii dekhii thii numaa.ish mai.n ne
kii thii az-raah-e-muravvat bhii sataa.ish mai.n ne
Syed Mohammad Jafri
Nazm
chand ki fariyaad
rasm-e-diidaar-e-hilaal-e-iid, afsaana hu.ii
baam par us dam cha.Dhe, jis vaqt farzaana hu.ii
Khalid Irfan
Nazm
jo hum pe guzri
log kahte hai.n ki taz.iin-e-chaman ho bhii chukii
rasm-e-aaraa.ish-e-ruKHsaar-o-dahan ho bhii chukii
Muslim Shameem
Nazm
jawahar-lal
usii se taaza hu.ii rasm-e-nekii-o-KHuubii
usii ke dam se vatan par thaa rahmato.n kaa nuzuul
Arsh Malsiyani
Nazm
ahd-e-mohabbat
zohd-o-taqvaa ke fusuu.n-saaz parastaaro.n ne
aur aKHlaaq-o-muravvat ke riyaa-kaaro.n ne
Siddique Kaleem
Nazm
mukafat
aa.o ki rasm-e-ahl-e-KHaraabaat hai yahii
har ishq-e-saKHt-jaa.n kii mukaafaat hai yahii
Muneebur Rahman
Nazm
saneha
ab kaafirii me.n rasm-o-raah-e-dilbarii nahii.n
iimaa.n kii baat ye hai ki iimaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mann-o-salwa
magar raah-o-rasm-e-manzil se be-KHabar hai.n
gharo.n ko viiraan kar ke
Noon Meem Rashid
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
yaad kar ke tujhe mazluum-e-vatan ro.e.nge
banda-e-rasm-e-jafaa chain se ab so.e.nge
Chakbast Braj Narayan
Nazm
bhaarat ke musalman
tuu dard-e-mohabbat kaa talabgaar azal se
tuu mehr-o-muravvat kaa parastaar azal se