SEARCH RESULTS
Showing search results for "rekhte"
Nazm MATCHES FOR "rekhte"
Nazm
shikwa
kis kii haibat se sanam sahme hu.e rahte the
mu.nh ke bal gir ke huu-allahu-ahad kahte the
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
raKHt-e-dil baa.ndh lo dil-figaaro chalo
phir hamii.n qatl ho aa.e.n yaaro chalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
jo tujh se ahd-e-vafaa ustuvaar rakhte hai.n
ilaaj-e-gardish-e-lail-o-nahaar rakhte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
pukaartii rahii.n baahe.n badan bulaate rahe
bahut aziiz thii lekin ruKH-e-sahar kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
taptii saa.nso.n kii haraarat se pighal jaatii hai
paa.nv jis raah me.n rakhtii hai phisal jaatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n tasbiih us maballiG kii
jo bandagii kaa bhii har dam hisaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
bahan dii tujhe aur shariik-e-safar
ye rishte ye naate gharaanaa ye ghar