SEARCH RESULTS
Showing search results for "rekhte"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rekhte"
Sher
reKHte ke tumhii.n ustaad nahii.n ho 'Gaalib'
kahte hai.n agle zamaane me.n ko.ii 'miir' bhii thaa
Mirza Ghalib
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "rekhte"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rekhte"
Ghazal
da.ave ko yaar aage ma.ayuub kar chuke hai.n
is reKHte ko varna ham KHuub kar chuke hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil kis tarah na khii.nche.n ash.aar reKHte ke
behtar kyaa hai mai.n ne us aib ko hunar se
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Kulliyat
kasb aur kiyaa hotaa evaz reKHte ke kaash
pachhtaa.e bahut 'miir' ham is kaam ko kar kar
Meer Taqi Meer
Kulliyat
sannaa.a-e-turfa hai.n ham aalam me.n reKHte ke
jo 'miir' jii lagegaa to sab hunar kare.nge
Meer Taqi Meer
Kulliyat
marbuut kaise kaise kahe reKHte vale
samjhaa na ko.ii merii zabaa.n is dayaar me.n