SEARCH RESULTS
Showing search results for "role"
Nazm MATCHES FOR "role"
Nazm
tum jo siyane ho gun wale ho
hiire motii la.al javaahar role bhar bhar thaalii
apnaa kiisa apnaa daaman apnii jholii KHaalii
Ada Jafarey
Nazm
ek nazm
lahro.n kii phunkaar ke aage kashtii kaa man Dole
shivaa samundar ke siine pe barkhaa motii role
Najma Saqib
Nazm
kaTh-putli ne paude lagae
chuu.n chuu.n chuu.n chuu.n kartii jaa.e
KHud ro.e auro.n ko rulaa.e
Sitvat Rasool
Nazm
maqam-e-aKHir-e-shab
na jaane kitnii pur-armaan dulhano.n ke KHvaab
lahuu me.n role ga.e KHaak me.n milaa.e ga.e
Riyaz Anwar
Nazm
raqib se!
jab kahii.n baiTh ke rote hai.n vo bekas jin ke
ashk aa.nkho.n me.n bilakte hu.e so jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
sub.h-e-naashaad bhii roz-e-naakaam bhii
un kaa dam-saaz apne sivaa kaun hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
magar zulm ke KHilaf
zaalim ko jo na roke vo shaamil hai zulm me.n
qaatil ko jo na Toke vo qaatil ke saath hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
mashriq-o-maGrib kii qaumo.n ke liye roz-e-hisaab
is se ba.Dh kar aur kyaa hogaa tabii.at kaa fasaad
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
kalma bhii pa.Dhte jaate hai.n rote hai.n zaar-zaar
sab aadmii hii karte hai.n murde ke kaarobaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat
Allama Iqbal
Nazm
zara si baat
zindagii ke maile me.n KHvaahisho.n ke rele me.n
tum se kyaa kahe.n jaanaa.n is qadar jhamele me.n