SEARCH RESULTS
Showing search results for "rotii"
Nazm MATCHES FOR "rotii"
Nazm
ai sharif insano
fat.h kaa jashn ho ki haar kaa sog
zindagii mayyato.n pe rotii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
kutte
jo big.De.n to ik duusre ko la.Daa do
zaraa ek roTii kaa Tuk.Daa dikhaa do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
to.D Daalii.n fitrat-e-insaa.n ne zanjiire.n tamaam
duurii-e-jannat se rotii chashm-e-aadam kab talak
Allama Iqbal
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
jo ret pe tanhaa baiThaa hai
naa is ke peT me.n roTii hai
Ibn e Insha
Nazm
muflisi
har aan TuuT pa.Dtaa hai roTii ke KHvaan par
jis tarah kutte la.Dte hai.n ik ustuKHvaan par
Nazeer Akbarabadi
Nazm
clerk ka naghma-e-mohabbat
apne bistar se uThtaa huu.n mu.nh dhotaa huu.n
laayaa thaa kal jo double-roTii
Meeraji
Nazm
roTiyan
jitne maze hai.n sab ye dikhaatii hai.n roTiyaa.n
roTii se jis kaa naak talak peT hai bharaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek aur raat
raat chup-chaap dabe paa.nv chale jaatii hai
raat KHaamosh hai rotii nahii.n ha.nstii bhii nahii.n
Gulzar
Nazm
aurat aur namak
to ek zindagii hame.n be-zaa.iqa roTii kahaa jaataa hai
ye kaisaa baazaar hai