SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruupaa"
Nazm MATCHES FOR "ruupaa"
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
haa.n taa.nbaa sonaa ruupaa hai
tum jo maa.ngo so haazir hai
Ibn e Insha
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
sonaa ruupaa chaukii masnad
ye bhii maal-manaal nahii.n hai
Ibn e Insha
Nazm
ek aarzu
har dardmand dil ko ronaa miraa rulaa de
behosh jo pa.De hai.n shaayad unhe.n jagaa de
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-hindi
yuunaan o misr o ruumaa sab miT ga.e jahaa.n se
ab tak magar hai baaqii naam-o-nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
ye sardii ye garmii ye baarish ye dhuup
ye chehra ye qad aur ye ra.ng-ruup
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
aaKHiri mulaqat
ik lab par baate.n narmii kii
kuchh ruup hasii.n kaashaano.n kaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
diwangi rahe baqi
har ek rang tire ruup kii jhalak le le
ko.ii ha.nsii ko.ii lahja ko.ii mahak le le
Nida Fazli
Nazm
aadmi-nama
ik aadmii hai.n jin ke ye kuchh zarq-barq hai.n
ruupe ke jin ke paa.nv hai.n sone ke farq hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai ishq-e-junun-pesha
jo ruup bhii dhaare the kuchh sahl-talab bhii the
vo bhii hame.n pyaare the
Ahmad Faraz
Nazm
muflisi
gar husn ho hazaar ruupe kaa to us ko aah
kyaa kau.Diyo.n ke mol bikaatii hai muflisii