SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaya-e-ishq"
Nazm MATCHES FOR "saaya-e-ishq"
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
ye kaun aaya
ai shaKHs jo tuu aakar yuu.n dil me.n samaayaa hai
tuu dard ki darmaa.n hai to dhuup ki saayaa hai?
Ibn-e-Insha
Nazm
dil-ashob
tirii chaah me.n dekhaa ham ne ba-haal-e-KHaraab ise
par ishq o vafaa ke yaad rahe aadaab ise
Ibn-e-Insha
Nazm
iqbaal ke mazar par
ba-zer-e-saaya-e-diivaar-e-masjid hai jo aasuuda
ye KHaakii jism hai sattar baras kaa raah paimuuda
Hafeez Jalandhari
Nazm
aurat
ko.ii kahtaa hai tujhe saaya-e-bed-e-larzaa.n
ko.ii kahtaa hai magar sarv-e-nazaakat tujh ko
Azeemuddin Ahmad
Nazm
KHuda hamara hai
tilism-e-saaya-e-KHauf-o-haraas to.De.nge
qadam ba.Dhaa.e.nge zanjiir-e-yaas to.De.nge
Habib Jalib
Nazm
shikast
regzaaro.n me.n baguulo.n ke sivaa kuchh bhii nahii.n
saaya-e-abr-e-gurezaa.n se mujhe kyaa lenaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
shahidon ko salam
tauq-o-rasan ko naam diyaa zulf dost kaa
zindaa.n ko saaya-e-mizha-e-yaar kah ga.e
Nazish Partap Gadhi
Nazm
be-wafa kaise banun
KHvaahish-e-saaya-e-gesuu-e-pareshaa.n hii nahii.n
jannat-e-aariz-o-lab kii bhii tamannaa na karuu.n
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
bahaar-e-shabab
un kii zulf-e-ambarii.n ke saaya-e-pur-nuur me.n
nii.nd kii qismat jagaane kaa zamaana aa gayaa
Shameem Farooq Banspari
Nazm
intizar-e-subh-e-daraKHshan
saaya-e-daar-o-rasan me.n bhii sa.nvarnaa hogaa
chand lamho.n ke liye KHud ko pareshaan na kar
Sadiq Naqvi
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
mere kamre me.n utar aa.ii KHamoshii phir se
saaya-e-shaam-e-Gariibaa.n kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
tumhaare husn ke nam
tumhaare saaya-e-ruKHsaar-o-lab me.n saaGar-o-jaam
salaam likhtaa hai shaa.er tumhaare husn ke naam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindagi ke darwaze par
ko.ii darvaaze pe dastak hai na qadmo.n kaa nishaa.n
chand pur-haul se asraar tah-e-saaya-e-dar