SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaya-e-sarv-o-saman"
Nazm MATCHES FOR "saaya-e-sarv-o-saman"
Nazm
watan-ashob
sabza o barg o laala o sarv-o-saman ko kyaa hu.aa
saaraa chaman udaas hai haa.e chaman ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHun ke phul
vo surKHii-e-sar-e-daaman jo ho vatan ke liye
jamaal-e-laala-o-sarv-o-saman se miltii hai
Qaisarul Jafri
Nazm
ai watan ai watan
ham ko tujh se hamesha mohabbat rahe
tuu hai nasriin-o-laal-o-sarv-o-saman
Abdul Mannan Tarzi
Nazm
allama iqbaal
saaraa simaT ke aa gayaa tere kalaam me.n
jitnaa bhii husn laala-o-sarv-o-saman me.n thaa
Habeeb Jaunpuri
Nazm
tere baghair
KHanda-e-gul hai tabii.at par garaa.n tere baGair
jalva-e-sarv-o-saman me.n ab kahaa.n vo dilkashii
Jauhar Nizami
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
nasiib-e-sohbat-e-yaaraa.n nahii.n to kyaa kiije
ye raqs-e-saaya-e-sarv-o-chinaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jaliyan-wala bagh
aur jis jaa nasb the daar-o-rasan
ab vahaa.n shaadaab hai.n sarv-o-saman
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
hazar karo mere tan se
jise jalaa.o to sehn-e-chaman me.n dahke.nge
bajaa.e-sarv-o-saman merii haDDiyo.n ke babuul
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
kaasa-e-dil me.n sajaa.e hu.e armaano.n ko
barg-e-gul haath me.n aur sarv-o-saman daaman me.n
Salman Ghazi
Nazm
ye kaun aaya
ai shaKHs jo tuu aakar yuu.n dil me.n samaayaa hai
tuu dard ki darmaa.n hai to dhuup ki saayaa hai?
Ibn۔e۔Insha
Nazm
yaad
jaraahato.n ne kiyaa ehtimaam-e-laala-o-gul
bahaar-e-rafta ko sarv-o-saman kii yaad aa.ii
Muneebur Rahman
Nazm
hijr o visal
pachhtaa rahe hai.n naGma-saraayaan-e-fasl-e-gul
bazm-e-chaman se sarv-o-saman ko nikaal ke
Shorish kashmiri
Nazm
mashwara
tum sar-e-shaaKH-e-saman baaG me.n aayaa na karo
baaG me.n manchale bhau.nre bhii u.Daa karte hai.n