SEARCH RESULTS
Showing search results for "samjhauta"
Nazm MATCHES FOR "samjhauta"
Nazm
online aashiq
ishq kahte hai.n jise ik nayaa samjhauta hai
pahle dil milte the ab naam click hotaa hai
Khalid Irfan
Nazm
samjhauta
mulaa.em garm samjhaute kii chaadar
ye chaadar mai.n ne barso.n me.n bunii hai
Zehra Nigaah
Nazm
face book
lafzo.n kii tauqiir pe marne vaale
mushkil hii se samjhauta kar paate hai.n
Ishrat Afreen
Nazm
ye KHalaf ka wada hai
badtariin samjhauta, badtariin dushvaarii
aaj mere haatho.n me.n tiir hai.n na patthar hai.n
Javed Nasir
Nazm
Dal kitne rang boegi
varna gadaa.ii ke taur par
kashkol aur raat me.n samjhauta ho chukaa thaa
Sara Shagufta
Nazm
KHwabon ko samjhaute ras nahin aate
is duniyaa me.n jiinaa samjhauta hai
lekin KHvaabo.n ko samjhaute raas nahii.n aate
Anwar Sen Roy
Nazm
samjhauta
mai.n ne maanaa ki bahut dard me.n Duubii hai hayaat
saaz-e-hastii kaa har ik taar shikasta hai abhii
Shams Faridee
Nazm
dukh ka zaiqa
mere logo
dukh se samjhauta na karnaa varna dukh bhii ka.DvaahaTo.n kii tarah
Shaista Habeeb
Nazm
tajziya
ik jibillat kii taskiin ke vaaste
kar ke samjhautaa apne hii dushman ke saath
Rashid Aazar
Nazm
tabut mein band hawas
masaa.ib se samjhauta karne
haqiiqat ki putliyo.n kaa tamaashaa samajhne kaa sartaan daaKHil kare
Saadat Saeed
Nazm
samjhauta
dar-e-gul pe suuraj kii dastak se pahle
sajaa luu.ngaa apnii jabii.n par