SEARCH RESULTS
Showing search results for "sanaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "sanaa.ii"
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub unhe.n bhii to mohabbat hogii
jin kii sannaa.ii ne baKHshii hai use shakl-e-jamiil
Sahir Ludhianvi
Nazm
qutub-minar
terii sannaa.ii zamaane ke liye pur-pech hai
aaj bhii paris kaa tower tere aage hech hai
Rahbar Jaunpuri
Nazm
samundar
chiirte rahte hai.n siine ko tire jangii jahaaz
hazrat-e-insaa.n kii sannaa.ii hai kaisii kaarsaaz
Salman Ghazi
Nazm
shikwa
kis kii haibat se sanam sahme hu.e rahte the
mu.nh ke bal gir ke huu-allahu-ahad kahte the
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ho niko naam jo qabro.n kii tijaarat kar ke
kyaa na bechoge jo mil jaa.e.n sanam patthar ke
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
tum ahl-e-harf ki pindaar ke sanaa-gar the
vo aasmaan-e-hunar ke nujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
duniyaa amn aur KHush-haalii ke phuulo.n se sajaa.ii jaa.egii
vo sub.h hamii.n se aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
la-ilaha-illallah
ye daur apne baraahiim kii talaash me.n hai
sanam-kada hai jahaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
lauh-o-qalam
baaqii hai lahuu dil me.n to har ashk se paidaa
ra.ng-e-lab-o-ruKHsaar-e-sanam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
urdu
'momin' ne sajaa.ii mire KHvaabo.n kii havelii
urdu hai miraa naam mai.n 'KHusrav' kii pahelii
Iqbal Ashhar
Nazm
chakle
kahaa.n hai.n kahaa.n hai.n muhaafiz KHudii ke
sanaa-KHvaan-e-taqdiis-e-mashriq kahaa.n hai.n