SEARCH RESULTS
Showing search results for "sat.h"
Nazm MATCHES FOR "sat.h"
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
muhasara
qalandaraan-e-vafaa kii asaas to dekho
tumhaare saath hai kaun aas-paas to dekho
Ahmad Faraz
Nazm
tulu-e-islam
jahaan-e-aab-o-gil se aalam-e-jaaved kii KHaatir
nubuvvat saath jis ko le ga.ii vo armuGaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
faqat tumhii.n ko nahii.n ra.nj-e-chaak-daamaanii
ki sach kahe.n to dariida-libaas ham bhii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
magar zulm ke KHilaf
zaalim ko jo na roke vo shaamil hai zulm me.n
qaatil ko jo na Toke vo qaatil ke saath hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
safar ke waqt
ye william hai 'onTal' hai aur 'TarpaTii-naal'
tum in ke saath mirii jaa.n drink se Darnaa