SEARCH RESULTS
Showing search results for "savaar"
Nazm MATCHES FOR "savaar"
Nazm
aadmi-nama
yaa.n aadmii naqiib ho bole hai baar baar
aur aadmii hii pyaade hai.n aur aadmii savaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
inqalab
abhii dimaaG pe qahbaa-e-siim-o-zar hai savaar
abhii rukii hii nahii.n tesha-zan ke KHuun kii dhaar
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
goristan-e-shahi
ai havas KHuu.n ro ki hai ye zindagii be-e'tibaar
ye sharaare kaa tabassum ye KHas-e-aatish-savaar
Allama Iqbal
Nazm
intishaar
sajaa-sa.nvaar ke jis ko hazaar naaz kiye
usii pe KHaaliq-e-kaunain sharmsaar saa hai
Kaifi Azmi
Nazm
dariche ke qarib
dekh kis pyaar se anvaar-e-sahar chuumte hai.n
masjid-e-shahar ke miinaaro.n ko
Noon Meem Rashid
Nazm
guDDe miyan ki shadi
chale ek me.nDhe pe ho kar savaar
chhanaa-chhan chhanaa-chhan baraatii chale
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
naya calendar
farvarii phuulo.n kii gaa.Dii pe savaar aatii hai
march aataa hai to baaGo.n me.n bahaar aatii hai
Shabnam Rumani
Nazm
holi
ye sun ke taish me.n aa zard kaa sipah-saalaar
cha.Dh aaya fauj ko le kar safed par yak-baar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nannhi pari
mere ghar aa.ii ek nannhii parii
chaa.ndnii ke hasiin rath pe savaar
Sahir Ludhianvi
Nazm
main nashe mein hun
gho.De pe mai.n savaar huu.n sunte ho paidalo
mujh par savaar nashsha hai mai.n us ke huu.n jilau
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ishq mahi baghair aab
jaagte sote ye KHayaal aayaa
tujh ko sochaa to ye savaal aayaa