SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaamat"
Nazm MATCHES FOR "shaamat"
Nazm
kachhwa aur KHargosh
miyaa.n kachhve! tumhaarii chaal hai ye
yaa ko.ii shaamat aur vabaal hai ye
Ismail Merathi
Nazm
adl-e-jahangiri
ko.ii shaamat-zada rahgiir udhar aa niklaa
garche thii qasr me.n har chaar taraf se qadGan
Shibli Nomani
Nazm
alamiya-e-naqd
na.e note kaa qadd-o-qaamat to dekho
ye chuuran kii parchii kii shaamat to dekho
Fay Seen Ejaz
Nazm
TuT baTuT ke bhai
TuuT baTuuT kii shaamat aa.ii
TuuT baTuuT ke chaar hai.n bhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
qurbani ke bakre
bakre ke sar pe aa.egii shaamat hii kyuu.n na ho
''is me.n hamaare sar pe qayaamat hii kyuu.n na ho''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
rail ka safar
mai.n apnii tabaahii kaa bayaa.n kyaa karuu.n bhayyaa
paTna me.n thii kal mere muqaddame kii samaa.at
Raza Naqvi Vahi
Nazm
kabutar aur kawwe ki hui laDai
ik din un kii shaamat aa.ii
dono.n me.n hu.ii KHuub la.Daa.ii
Ziyaullah Mohsin
Nazm
pani pani
abr kii aa.ii shaamat to sar ho ga.ii
buu.Dhe suuraj ko lekin KHabar ho ga.ii
Ataur Rahman Tariq
Nazm
shahr azimabaad
jo savaarii par chalaa us par hu.ii shaamat savaar
ab to paidal raasta chalnaa bhii ik bedaad hai