SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaamat"
Ghazal MATCHES FOR "shaamat"
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye shaamat aa.ii ki us kii galii me.n dil ne kahaa
khulaa hai rauzan-e-diivaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
gadaa samajh ke vo chup thaa mirii jo shaamat aa.ii
uThaa aur uTh ke qadam mai.n ne paasbaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
ab isii par to hai taakiid vafaadaarii kii
jab gayaa jaan se mai.n Gair kii shaamat aa.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
na kahuu.ngaa na kahuu.ngaa na kahuu.ngaa hargiz
jaa ke us bazm me.n shaamat mirii aa.ii kyuu.nkar
Dagh Dehlvi
Ghazal
pechiida masaa.il ke liye jaate hai.n england
zulfo.n me.n ulajh aate hai.n shaamat hai to ye hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
shaamat aa ga.ii aaKHir kah gayaa KHudaa-lagtii
raastii kaa phal paataa banda-e-muqarrab kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
barham hai is qadar jo mire dil se zulf-e-yaar
shaamat-zada ne kyaa kiyaa aisaa KHilaaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Qalaq Merathi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
baiThe biThaa.e aa.e jo shaamat to kyaa ‘ilaaj
dil ne kahaa ki aa.o chale.n yaar kii taraf