SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahzaadii"
Nazm MATCHES FOR "shahzaadii"
Nazm
Diary
''kahaanii vo jis me.n ek shahzaadii chaaT letii hai
apnii a.ngushtarii kaa hiiraa,
Gulzar
Nazm
mujassama
jaise yuunaan ke maGruur KHudaa-vando.n ne
regzaaraan-e-habsh kii kisii shahzaadii ko
Ahmad Faraz
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
kaun jaane kahaa.n manzil-e-mauj hai!
kis jaziire pe hai shaah-zaadii kaa ghar ai mire chaara-gar
Amjad Islam Amjad
Nazm
urdu
vo shahzaadii zabaano.n kii yahaa.n be-anjuman kyuu.n hai
vatan me.n be-vatan kyuu.n hai
Manzar Bhopali
Nazm
ek laDki se
ye imaarat-e-kohna TuuT bhii to saktii hai
ye asiir-e-shahzaadii chhuuT bhii to saktii hai
Fahmida Riaz
Nazm
inqalab-e-filistin
dekhtaa hai kaun sahraa ke baguulo.n kii taraf
jo nazar uThtii hai bas jaatii hai phuulo.n kii taraf
Shahzadi Kulsum
Nazm
eid milan
shahzaadii-e-bahaar kii aamad hai baaG me.n
har ek phuul raah me.n aa.nkhe.n bichhaa.e hai
Nazeer Banarasi
Nazm
mauhum afsane
achhuute-saahilo.n ke vo sahar-aaluud viiraane
tilismii-qasr me.n gumnaam shahzaadii ke afsaane
Jan Nisar Akhtar
Nazm
tifli ke KHwab
dil ko ho shaahzaadii-e-maqsad kii dhun lagii
hairaa.n suraaG-e-jaada-e-manzil me.n ham bhii ho.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek clerk laDki
tuu bhii majbuur hai clerkii par
ai clerko.n ke dil kii shahzaadii
Naresh Kumar Shad
Nazm
id hairan hai
jis me.n shahzaadii sadiyo.n se sotii nahii.n
shaahzaade kii jab diid hotii nahii.n