SEARCH RESULTS
Showing search results for "shariq"
Nazm MATCHES FOR "shariq"
Nazm
KHuda ka sawal
bahan dii tujhe aur shariik-e-safar
ye rishte ye naate gharaanaa ye ghar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
ek mulaqat
ga.ii to sog me.n Duube qadam ye kah ke ga.e
safar hai shart shariik-e-safar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
ramaen ka ek sin
us kaa karam shariik agar hai to Gam nahii
daamaan-e-dasht daaman-e-maadar se kam nahii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hinDola
yahii.n vatan ke taraano.n kii vo pave.n phuuTe.n
vo be-qaraar sukuu.n-zaa tarannum-e-saharii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaKHiri lamha
bajaa ki jins taqaazaa hai ek fitrat kaa
tumhe.n kal apne shariik-e-safar ko chun.naa hai
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHana-ba-dosh
ab kyuu.n shariik-e-halqa-e-nau-e-bashar nahii.n
insaan hii to hai.n ye ko.ii jaanvar nahii.n