SEARCH RESULTS
Showing search results for "shat"
Nazm MATCHES FOR "shat"
Nazm
bas lauT aana
ki zard patto.n kii vus.at ne KHaak se niil tak
sarso.n kaa mausam kaa shat kar rakhaa hai
Saleem Figar
Nazm
naya daur
aam amruud ke juice ke shat-partiishat vaale
chakkii ke baaTo.n ke beach ab kuchh nahii.n aataa
Sachin Dev Verma
Nazm
mehwar
ho.nT hilte hai.n
aur gaa.ek hamaare vijdaan kii shat aur athaah lahro.n me.n bah nikaltaa hai
Ahmad Hamesh
Nazm
shikwa
shart insaaf hai ai saahib-e-altaaf-e-amiim
buu-e-gul phailtii kis tarah jo hotii na nasiim
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
jab kabhii biktaa hai baazaar me.n mazduur kaa gosht
shaah-raaho.n pe Gariibo.n kaa lahuu bahtaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
ko.ii qaabil ho to ham shaan-e-ka.ii dete hai.n
Dhuu.nDne vaalo.n ko duniyaa bhii na.ii dete hai.n
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki shab o roz ke ha.ngaamo.n me.n
vaqt har Gam ko bhulaa detaa hai rafta rafta
Ahmad Faraz
Nazm
zindagi se Darte ho
ye shab-e-zabaa.n-bandii hai rah-e-KHudaa-vandii
tum magar ye kyaa jaano
Noon Meem Rashid
Nazm
nisar main teri galiyon ke
magar guzaarne vaalo.n ke din guzarte hai.n
tire firaaq me.n yuu.n sub.h o shaam karte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
ye daaG daaG ujaalaa ye shab-gaziida sahar
vo intizaar thaa jis kaa ye vo sahar to nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
yuu.nhii be-vaj.h kisii shaKHs ko rokaa hogaa!
ittifaaqan mujhe us shaam mirii dost milii
Parveen Shakir
Nazm
ek aarzu
meh.ndii lagaa.e suuraj jab shaam kii dulhan ko
surKHii liye sunahrii har phuul kii qabaa ho
Allama Iqbal
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
jab ghulii terii raaho.n me.n shaam-e-sitam
ham chale aa.e laa.e jahaa.n tak qadam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
so shart ye hai jo jaa.n kii amaan chaahte ho
to apne lauh-o-qalam qatl-gaah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
ai sharif insano
aap aur ham sabhii ke aa.ngan me.n
sham' jaltii rahe to behtar hai