SEARCH RESULTS
Showing search results for "shola-faroz"
Nazm MATCHES FOR "shola-faroz"
Nazm
sar-e-wadi-e-sina
phir barq farozaa.n hai sar-e-vaadii-e-siinaa
phir rang pe hai sho.ala-e-ruKHsaar-e-haqiiqat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
gar 'aurat hii na hotii is jahaa.n me.n
na hotaa ko.ii rang is gulsitaa.n me.n
Dr Sabiha Naheed
Nazm
mera saqi
kabhii jo ruuh pe hotii hai be-hisii taarii
dimaaG kaif se hotaa hai yak-qalam aarii
Urooj Qadri
Nazm
taKHliq
dard kii aag bujhaa do ki abhii vaqt nahii.n
zaKHm-e-dil jaag sake nashtar-e-Gam raqs kare
Ahmad Faraz
Nazm
chandi ki tashtari
o.Dhe hu.e badan par ik duudhiyaa do-shaala
rath par savaar ho kar niklaa hai shaahzaada
Amanul Haque Balapuri
Nazm
bahut qarib ho tum
bahut qariib ho tum phir bhii mujh se kitnii duur
ki dil kahii.n hai nazar hai kahii.n kahii.n tum ho
Ali Sardar Jafri
Nazm
numaish mein
vo kuchh doshiizgaan-e-naaz-parvar
kha.Dii hai.n ik bisaatii kii dukaa.n par
Asrarul Haq Majaz
Nazm
khajurahe
mohabbat KHvaab-e-rangii.n hai
nashaat-e-iKHtilaat ab naqsh-e-sangii.n hai
Krishna Mohan
Nazm
yaksui
ahd-e-gum-gashta kii tasviir dikhaatii kyuu.n ho
ek aavaara-e-manzil ko sataatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
apne bachche ke nam
ai muqaddas zamii.n ke sho.ala-e-nau
tuu farozaa.n ho un fazaa.o.n me.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
waqt ka taqaza
chalo aa.o mil-jul ke baiThe.n zaraa ham
hai kyo.n itnii nafrat ye soche.n zaraa ham
Faraaz Arif
Nazm
ye hamara ghar hai
durust phir ham pe yuurishe.n hai.n
sinaane.n nezo.n kii sho'la-zan hai.n
Bilqis Zafirul Hasan
Nazm
KHun phir KHun hai
zulm phir zulm hai ba.Dhtaa hai to miT jaataa hai
KHuun phir KHuun hai Tapkegaa to jam jaa.egaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
zindagi ke darwaze par
paa-barhana-o-saraasima saa ik jamm-e-Gafiir
apne haatho.n me.n liye mash.al-e-be-sho.ala-o-duud
Akhtarul Iman
Nazm
gharibon ka KHuda koi nahin
ek din thii dopahar kii saKHt garmii aashkaar
dhuup kii shiddat thii misl-e-naar-e-dozaKH qahr-baar