SEARCH RESULTS
Showing search results for "sikhaa.e.n"
Nazm MATCHES FOR "sikhaa.e.n"
Nazm
muhasara
ye shart-naama jo dekhaa to elchii se kahaa
use KHabar nahii.n taariiKH kyaa sikhaatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-hindi
maz.hab nahii.n sikhaataa aapas me.n bair rakhnaa
hindii hai.n ham vatan hai hindostaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
tum kis kaa lahuu piine aa.e
ham pyaar sikhaane vaale hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
farman-e-KHuda
tahziib-e-navii kaargah-e-shiishagaraa.n hai
aadaab-e-junuu.n shaa.ir-e-mashriq ko sikhaa do
Allama Iqbal
Nazm
urdu
hai 'miir' kii azmat ki mujhe chalnaa sikhaayaa
mai.n daaG ke aa.ngan me.n khilii ban ke chamelii
Iqbal Ashhar
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
nafrat jo sikhaa.e vo dharam teraa nahii.n hai
insaa.n ko jo rau.nde vo qadam teraa nahii.n hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
gul hu.ii jaatii hai afsurda sulagtii hu.ii shaam
Dhul ke niklegii abhii chashma-e-mahtaab se raat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hamare ustad
kitnii mehnat se pa.Dhaate hai.n hamaare ustaad
ham ko har ilm sikhaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
naya shiwala
apno.n se bair rakhnaa tuu ne buto.n se siikhaa
ja.ng-o-jadal sikhaayaa vaa.iz ko bhii KHudaa ne
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
ba.Daa jahaan me.n tujh ko banaa diyaa us ne
mujhe daraKHt pe cha.Dhnaa sikhaa diyaa us ne