SEARCH RESULTS
Showing search results for "sinduur"
Nazm MATCHES FOR "sinduur"
Nazm
sham
aasmaa.n ko.ii purohit hai jo har baam-tale
jism par raakh male maathe pe sinduur male
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya sal
subah ha.nstii rahii bujhte rahe kitne chehre
chuu.Diyaa.n TuuT ga.ii.n maa.ng ke sinduur uj.De
Akhtar Payami
Nazm
urmila
aur jis kii maa.ng me.n sinduur bharte vaqt hii
shrii raam ke bhaa.ii lakhan ne
Tripurari
Nazm
holi
sinduur hai ik haat me.n ik haat me.n gulaal
taqdiir muskuraa.ii hai holii ke ruup me.n
Saghar Nizami
Nazm
is waqt ghazal ki baat na kar
meh.ndii hu.ii piilii kitno.n kii
sinduur luTe hai.n kitno.n ke
Nazeer Banarasi
Nazm
tariKH ki adalat
ki jin kii sinduur ko khurach kar
tum aaj baaruud kii sura.nge.n bichhaa rahe ho
Hasan Hameedi
Nazm
aur kya chahiye jine ke liye
aaj bhii shaam ke maathe pe sajegaa sinduur
aaj bhii maa.ng sitaaro.n se bharegii shab kii
Sada Ambalvi
Nazm
man
maa.ng me.n jho.nk dii sinduur kii jagah tum ne aag
sharm se ab to hu.ii jaatii hai gardan mirii KHam
Wamiq Jaunpuri
Nazm
husn-e-jaanan
teraa ruKHsaar hai chaa.ndnii kii hayaa
duudh me.n jaise sinduur ghulne lagaa
Noman Badr
Nazm
dhup ke sae
abhii kho.ii nahii.n baalo.n kii dil-afroz pareshaanii me.n
muskuraatii hu.ii sinduur kii maa.ng