SEARCH RESULTS
Showing search results for "sitamgar"
Nazm MATCHES FOR "sitamgar"
Nazm
aurat
taqdiir ke qadmo.n par sar rakh ke pa.De rahnaa
taa.iid-e-sitamgar hai chup rah ke sitam sahnaa
Habib Jalib
Nazm
lao to qatl-nama mera
aabaad kar ke shahr-e-KHamoshaa.n har ek suu
kis khoj me.n hai teG-e-sitam-gar lagii hu.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
goristan-e-shahi
maut har shaah o gadaa ke KHvaab kii taabiir hai
is sitamgar kaa sitam insaaf kii tasviir hai
Allama Iqbal
Nazm
shararti laDke aur qawwali
ham bhii shaagird-e-sitam-gaar hai.n itnaa maane.n
piichhe piichhe hii bhagaa.e.n to mazaa aa jaa.e
Hasrat Jaipuri
Nazm
tez chalo
tumhii se KHauf-zada hai.n zamiin o zar vaale
tumhii ho chashm-e-sitam-gar pe baar tez chalo
Habib Jalib
Nazm
tel ke saudagar
vo qaid-o-band aur vo taaziyaane sahe hai.n
ki un se hamaaraa sitamgar
Noon Meem Rashid
Nazm
sham ko raste par
ek chaalaak jahaa.n-diida o be-baak sitam-gar ban kar
dhokaa dene ke liye aataa hai bahkaataa hai
Meeraji
Nazm
jafa-e-dil-shikan
kyaa kiyaa tuu ne ye charKH-e-pur-jafaa
ye sitam thaa ai sitamgar kab ravaa
Gulam Dastgeer Mubeen
Nazm
barsat ka mausam
kaTtaa nahii.n pardes me.n barsaat kaa mausam
ai naazish-e-kaunain sitam-kesh-o-sitam-gaar
Izhaar Malihabadi
Nazm
doraha
tuu dost kisii kaa bhii sitamgar na hu.aa thaa
un pe duniyaa kii har ik raah kushaada hai magar
Mohammad Deen Taseer
Nazm
main pachhta raha hun
mai.n pachhtaa rahaa huu.n tumhe.n pyaar karke
mai.n samjhaa thaa mohsin sitamgaar nikle
Afzal Peshawari
Nazm
raqqasa-e-auham
is ahd-e-pur-aashob me.n 'bebaak' na puuchho
kis darja jafaa-kash-o-sitam-gaar hai aalam
Bebak Bhojpuri
Nazm
kaun zanjir toD sakta hai
kis sitamgar ko jaan pyaarii nahii.n
jaan hai to jahaan hai pyaare
Raheel Farooq
Nazm
bhaarat ke naujawanon se appeal
sitam-gar kare laakh barbaad tum ko
kare gardish-e-charKH naashaad tum ko
Aaftab Rais Panipati
Nazm
yaad rakhna
sitam par ik sitam iijaad rakhnaa
sitamgar hashr kii buniyaad rakhnaa