SEARCH RESULTS
Showing search results for "siye"
Nazm MATCHES FOR "siye"
Nazm
jashn-e-id
kisii ne atlas-o-kamKHvaab kii qabaa pahnii
kisii ne chaak-e-garebaa.n kisii ne zaKHm siye
Shakeb Jalali
Nazm
tanhai mein
chand aa.nsuu Gam-e-giitii ke liye chand nafas
ek ghaav hai jise yuu.n hii siye jaate hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
muddat ke baad
ab vo junuu.n rahaa hai na vo mausam-e-bahaar
baiThaa huu.n apnaa chaak-e-girebaa.n siye hu.e
Himayat Ali Shayar
Nazm
pighalta dhuan
gore haatho.n me.n sambhaale hu.e takiye kaa Gilaaf
an-kahii baato.n ko dhaago.n me.n siye jaatii hai
Nida Fazli
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
KHamosh baiThe ho kyuu.n apne lab siye yaaro
jalaa.o mere payaamaat ke diye yaaro
Nazish Partap Gadhi
Nazm
gandhi ke baad
zindagii maut se bad-tar ho to phir jiinaa kyaa
bhuuk se daaman-e-hastii ko siye jaate hai.n
Izhaar Malihabadi
Nazm
aur moD ne kaha
naqsh-e-paa mai.n tumhaare liye baiThaa huu.n
raaz siine me.n hai lab siye baiThaa huu.n
Sabir Dutt
Nazm
talab hai daryuza-gar
ki umr bhar tuu ne kaaGzii pairahan siye kyuu.n
zabaan-e-aaluuda-kaar ko sii ke baiTh jaataa
Qamar Hashmi
Nazm
yaad ke dariche
ajab dard siine me.n paltaa rahaa
diyaa saa havaa.o.n me.n jaltaa rahaa
Rasheed Hasrat
Nazm
dusra janam
kis ne chhe.Daa ki rag-e-jaa.n se lahuu phuuT pa.Daa
ham samajhte the ki ham zaKHm siiye baiThe hai.n
Razi Haidar
Nazm
musa ki talash
apne chehro.n pe sahraa ke raqsaa.n baguule liye
apne lab ko siye
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
raqib se!
aag sii siine me.n rah rah ke ubaltii hai na puuchh
apne dil par mujhe qaabuu hii nahii.n rahtaa hai