SEARCH RESULTS
Showing search results for "siye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "siye"
PAGE MATCHES FOR "siye"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "siye"
Nazm
jashn-e-id
kisii ne atlas-o-kamKHvaab kii qabaa pahnii
kisii ne chaak-e-garebaa.n kisii ne zaKHm siye
Shakeb Jalali
Sher
Tuk.De ka.ii ik dil ke mai.n aapas me.n siye hai.n
phir sub.h talak rone ke asbaab kiye hai.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
jo zaKHm ko siine ke siye Taa.nke jigar ko
aisaa ko.ii ustaad rafuugar nahii.n miltaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
ham kiye jaate hai.n taqliid-e-rivaayaat-e-junuu.n
aur KHud chaak-e-girebaa.n bhii siye jaate hai.n
Iqbal Azeem
Nazm
tanhai mein
chand aa.nsuu Gam-e-giitii ke liye chand nafas
ek ghaav hai jise yuu.n hii siye jaate hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
muddat ke baad
ab vo junuu.n rahaa hai na vo mausam-e-bahaar
baiThaa huu.n apnaa chaak-e-girebaa.n siye hu.e
Himayat Ali Shayar
Ghazal
zabt ne jab bhii ho.nT siye hai.n
tez hu.ii hai dil kii dha.Dkan