SEARCH RESULTS
Showing search results for "sua.itar"
Nazm MATCHES FOR "sua.itar"
Nazm
ramz
muzhda-e-ishrat-e-anjaam nahii.n paa saktaa
zindagii me.n kabhii aaraam nahii.n paa saktaa
Jaun Eliya
Nazm
itna malum hai!
har satar me.n miraa chehra ubhar aayaa hogaa
jab milii hogii use merii alaalat kii KHabar
Parveen Shakir
Nazm
ek aarzu
gul kii kalii chaTak kar paiGaam de kisii kaa
saaGar zaraa saa goyaa mujh ko jahaa.n-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
tumhaare aa.ina-KHaane bhii za.ng-aaluuda
mire suraahii o saaGar bhii gard gard se hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
farar
mujh ko kahne do ki mai.n aaj bhii jii saktaa huu.n
ishq naakaam sahii zindagii naakaam nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHun phir KHun hai
mahmil-e-majlis-e-aqvaam kii lailaa se kaho
KHuun diivaana hai daaman pe lapak saktaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
safar ke waqt
tumhaarii yaad mire dil kaa daaG hai lekin
safar ke vaqt to be-tarah yaad aatii ho
Jaun Eliya
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
bhulaa.e nahii.n bhuul saktaa hai ko.ii
vo chhoTii sii raate.n vo lambii kahaanii