SEARCH RESULTS
Showing search results for "sukuut-e-laala-o-gul"
Nazm MATCHES FOR "sukuut-e-laala-o-gul"
Nazm
nazr-e-iqbaal
sabaq ye siikh alii kii KHamoshiyo.n se zaraa
''sukuut-e-laala-o-gul se kalaam paidaa kar''
Adeel Zaidi
Nazm
jawed ke nam
KHudaa agar dil-e-fitrat-shanaas de tujh ko
sukuut-e-laala-o-gul se kalaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
tere baad
banaa hai harf-e-shikaayat sukuut-e-laala-o-gul
badal gayaa hai chaman kaa nizaam tere ba.ad
Saifuddin Saif
Nazm
watan-ashob
sabza o barg o laala o sarv-o-saman ko kyaa hu.aa
saaraa chaman udaas hai haa.e chaman ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ai nigar-e-watan
lahuu Tapaktaa hai gulchii.n kii aastiino.n se
qabaa-e-laala-o-gul daaGdaar hai ab bhii
Akhtar Payami
Nazm
naya KHun
taazgii ban ke rag-e-laala-o-gul me.n dau.Daa
abr ban-ban ke bayaabaan-e-tapaa.n tak pahu.nchaa
Qaisarul Jafri
Nazm
yaad
jaraahato.n ne kiyaa ehtimaam-e-laala-o-gul
bahaar-e-rafta ko sarv-o-saman kii yaad aa.ii
Muneebur Rahman
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
bisaat-e-KHaak ko de kar bahaar-e-laala-o-gul
chaman ke siine pe zaKHm-e-bahaar chho.D gayaa
Nayyar Wasti
Nazm
waqt-e-murawwat
bahaar shabnam-aasuuda thii ki ruuh-e-KHaliil
faroG-e-laala-o-gul thaa ki aatish-e-namruud
Josh Malihabadi
Nazm
ujale ki lakir
ab ke taz.iin-e-chaman hogii lahuu kii surKHii
fasl-e-gul ab ke na.e jalve bikheregii yahaa.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
aane wali subh ki baaten
kis aane vaale aalam me.n
phir laala-o-gul ban kar nikhre.n
Salahuddin Mohammad
Nazm
saz-e-mustaqbil
kitne hii naa-shagufta laala-o-gul
zehn-e-bulbul ko gudgudaate hai.n
Parvez Shahidi
Nazm
zindagani ka KHala
laala-o-gul ko kabhii pyaar kiyaa
raat-bhar taaro.n ko bedaar kiyaa
Masud Husain Khan
Nazm
aalam kitne
laala-o-gul ke tabassum se shafaq phuulegii
har taraf rang nazar aa.e.nge baaham kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
be-kaifi
maah-o-anjum me.n raushnii na rahii
laala-o-gul me.n taazgii na rahii