SEARCH RESULTS
Showing search results for "surKHi-e-ruKHsaar"
Nazm MATCHES FOR "surKHi-e-ruKHsaar"
Nazm
but-saz
tab kahii.n surKHii-e-ruKHsaar huvaidaa hogii
mai.n ne tayyaar kiyaa KHaak-e-kavaakib se KHamiir
Akhtar Usman
Nazm
talash
hasiino.n ke hasii.n shab-rang baalo.n me.n
shafaq me.n surKHii-e-ruKHsaar-o-lab me.n
Meer Anjum Parvez
Nazm
intizar
dekh kar surKHii-e-ruKHsaar-e-gulistaa.n gulchii.n
apne dastuur me.n tarmiim kiye jaataa hai
Parvez Shahidi
Nazm
ujale ki lakir
saaqii-e-vaqt ke ruKHsaar pe lahraayaa hai
ye hai taariik fazaa.o.n me.n ujaale kii lakiir
Noor -e-Shama Noor
Nazm
shakespeare
dil-e-betaab me.n pinhaa.n hai har armaan-e-nazar
chashm-e-mushtaaq me.n hai surKHi-e-afsaana-e-dil
Jagan Nath Azad
Nazm
gul-shuda shamon ka matam na karo
kyo.n nigaaho.n me.n hai afsurda charaaGo.n kaa dhu.aa.n
aarzuu-e-lab-o-ruKHsaar me.n ye to hogaa
Ahmad Faraz
Nazm
aaj ki raat na ja
zindagii diid bhii hai hasrat-e-diidaar bhii hai
zahr bhii aab-e-hayaat-e-lab-o-ruKHsaar bhii hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
maqam-e-aKHir-e-shab
na zikr-e-surKHii-e-lab aur na terii chashm kii baat
tirii jabii.n kaa ujaalaa na terii zulf kii raat
Riyaz Anwar
Nazm
ishq
ishq nazzaara-o-diidaar se aage kii hai baat
ishq chashm-o-lab-o-ruKHsaar se aage kii hai baat
Anwar Abbas
Nazm
qaid-e-tanhai
des pardes ke yaaraan-e-qadah-KHvaar ke naam
husn-e-aafaaq, jamaal-e-lab-o-ruKHsaar ke naam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taaruf
nashsha-e-nargis-e-KHuubaa.n mujh se
Gaaza-e-aariz-o-ruKHsaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tinke ka sahaara
shikasta kivaa.Do.n se chhante hu.e
qaamat-o-zulf-o-ruKHsaar sab kuchh tumhaarii tarah hai
Jalees Najeebabadi
Nazm
tum nahin aae the jab
Gam ke paimaana-e-sar-shaar ko chhalkaate hu.e
barg-haa-e-lab-o-ruKHsaar ko mahkaate hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
raat ki rani
din me.n ye malgaje kap.Do.n me.n nazar aatii hai
raat me.n kartii hai aaraa.ish-e-zulf-o-ruKHsaar
Salam Sandelvi
Nazm
wo shaKHs
ma.nba-e-nuur the lab-o-ruKHsaar
chaa.nd suuraj kaa baab thaa vo shaKHs