SEARCH RESULTS
Showing search results for "taa'ziir"
Nazm MATCHES FOR "taa'ziir"
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
ta.aziir-e-siyaasat hai na Gairo.n kii KHataa hai
vo zulm jo ham ne dil-e-vahshii pe kiyaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
madh
taasiir kaa kyaa kahiye hai taasiir hii taasiir
e.ajaaz usii kaa hai ki arbaab-e-sitam kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ba-shart-e-ustuwari
sub.h ke nuur pe ta.aziir lagaane ke liye
shab kii sa.ngiin siyaahii ne vafaa maa.ngii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
shorish-e-zanjir bismillah
musir hai mohtasib raaz-e-shahiidaan-e-vafaa kahiye
lagii hai harf-e-naa-gufta pe ab ta.aziir allaah
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum to shair hain hum sach nahin bolte
jis kaa har fard bikne pe tayyaar hai
ham hai.n lafzo.n ke taajir ye baazaar hai
Suroor Barabankvi
Nazm
hisab-e-shab
azaab hai nafas-e-aatish-aashnaa kaa azaab
miraa sukuu.n kisii mujrim kii mohlat-e-ta.aziir
Sahar Ansari
Nazm
tawaif
meraa iimaa.n nahii.n ulfat ho rahiin-e-ta.aziir
meraa armaa.n nahii.n mar jaa.e Gariibo.n kaa zamiir
Izhaar Malihabadi
Nazm
malum nahin kyun
har baat pe ta.aziir hai har qaul pe zanjiir!
har shaaKH pe ik daam hai ma.aluum nahii.n kyuu.n
Shorish kashmiri
Nazm
jahan dariya utarta hai
ko.ii ta.aziir kii dhamkii
ko.ii va.ada rihaa.ii kaa
Akhtar Husain Jafri
Nazm
ek taswir
aadamiyyat kaa taqaddus hai pashemaa.n un se
dast-e-ta.aziir se zaKHmo.n ke dahan siite hai.n
Muslim Shameem
Nazm
dam ka KHauf bhi parwaz baDha deta hai
jeb me.n rakhte hai.n
ta.aziir ke saamaan se kuchh
Naseem Syed
Nazm
shayad ki bahaar aai
aah-e-dil-e-muztar kii taasiir nazar aa.ii
kyaa KHvaab-e-mohabbat kii ta.abiir nazar aa.ii
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Nazm
wajud-e-zan
zindagii us kii fasaana ho ga.ii
chaltii-phirtii jabr kii ta.aziir hai
Ishrat moin Seemaa
Nazm
kar-e-mushkil
kaa.npte hai.n baaGbaa.n kii sab nigaah-e-garm se
barq kii zad par karegaa aashiyaa.n ta.amiir kaun
Muneer Wahidi
Nazm
ek taswir
aadamiyyat kaa taqaddus hai pashemaa.n in se
dast-e-ta.aziir se zaKHmo.n ke dahan sete hai.n