SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaj"
Nazm MATCHES FOR "taaj"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
sab taaj uchhaale jaa.e.nge
sab taKHt giraa.e jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
taaj tere liye ik maz.har-e-ulfat hii sahii
tujh ko is vaadi-e-ra.ngii.n se aqiidat hii sahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ajib aadmi tha wo
vo jaabiro.n se kahtaa thaa
tumhaare sar pe sone ke jo taaj hai.n
Javed Akhtar
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
ik shahanshaah ne banvaa ke hasii.n taaj-mahal
saarii duniyaa ko mohabbat kii nishaanii dii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
ham ne taj rakkhaa hai zamaanaa
tum aanaa to tanhaa aanaa
Ibn e Insha
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
ai taaj-mahal naqsh-ba-diivaar ho Gam se
ai qil.a-e-shaahii ye alam puuchh na ham se
Rais Amrohvi
Nazm
ramaen ka ek sin
tan me.n lahuu kaa naam nahii zard rang hai
goyaa bashar nahii ko.ii tasviir-e-sa.ng hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ye kaakulo.n kii taab hai ye aarizo.n kaa rang
jis tarah jhuTpuTe me.n shab-o-roz kii tara.ng
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
koh o sahraa se taa lab-e-dariyaa
jis taraf jaa.e.n jii nahii.n lagtaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
bhar aayaa thaa dil-e-naazuk to kyaa ajab is me.n
in aa.nsu.o.n me.n jhalak taaj kii bhii dekhii ho
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
zarrii.n jhuule.n nuur kaa aalam
miilo.n tak vo cham-cham cham-cham