SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabla"
Nazm MATCHES FOR "tabla"
Nazm
parindon ki music conference
totaa chhe.De thap-thap tabla mainaa giit sunaa.e
ulluu jab mirda.ng bajaa.e kavvaa shor machaa.e
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
sharir bachche
yaaro.n ke saath mil kar qavvaaliyaa.n bhii gaa.e.n
tabla bajaa.e.n mu.nh se aur taan bhii u.Daa.e.n
Zafar Kamali
Nazm
garmi ki chhuTTiyan
phir baiTh ke tabla saa bajaane ke din aa.e
phir laTe ke tanhaa.ii me.n gaane ke din aa.e
Hamidullah Afsar
Nazm
phir dhum machai holi ne
kahii.n tabla sitaar mirda.ng kahii.n
kahii.n baajaa hai kahii.n taashaa hai
Arsh Malsiyani
Nazm
jidhar dekhta hun udhar tu hi tu hai
tabla kii har sadaa me.n
tambuur kii navaa me.n
Narayan Das Puri
Nazm
raqqasa
jahaa.n tak tabalchii kii thaape.n pa.De.n
tabla bajtaa rahe raqs chaltaa rahe
Shumama Ufuq
Nazm
phulon ki bahaar
is kii KHushbuu se mo.attar daaman-e-gulzaar hai
phuul ye champaa kaa hai yaa tabla-e-attaar hai
Syed Mohammad Hadi
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj auj pe hai taala-e-raqiib to kyaa
ye chaar din kii KHudaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
taa-ba-kai gird tire vahm o ta.ayyun kaa hisaar
kau.nd kar majlis-e-KHalvat se nikalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
chakle
vo ujle dariicho.n me.n paayal kii chhan chhan
tanaffus kii uljhan pe table kii dhan dhan
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
table majiire daa.ere saara.ngiyaa.n bajaa
gaate hai.n aadmii hii har ik tarah jaa-ba-jaa