SEARCH RESULTS
Showing search results for "takht"
Nazm MATCHES FOR "takht"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
sab taaj uchhaale jaa.e.nge
sab taKHt giraa.e jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
ramayan ka ek scene
mai.n KHush huu.n phuu.nk de ko.ii is taKHt-o-taaj ko
tum hii nahii.n to aag lagaa duu.ngii raaj ko
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
dukh uThaa.e the jis vatan me.n saKHt
taaj bhaataa na us baGair na taKHt
Altaf Hussain Hali
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
avaj briish raajaa dekhaa
partav taKHt-o-taaj kaa dekhaa
Akbar Allahabadi
Nazm
KHud-kushi
ek ishva-saaz o harzah-kaar mahbuuba ke paas
us ke TaKHt-e-KHvaab ke niiche magar
Noon Meem Rashid
Nazm
rishwat
baadshaahii taKHt par hai aaj har shai jalva-gar
phir rahe hai.n Thokare.n khaate zar-o-la.al-o-guhar
Josh Malihabadi
Nazm
taj-mahal
hai taKHt to maujuud sulaimaa.n kii kamii hai
jannat kaa dariicha to hai rizvaa.n kii kamii hai
Mahshar Badayuni
Nazm
nashat-e-umid
tere hii dam se kaTe jo din the saKHt
tere hii sadqe se milaa taaj-o-taKHt
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHatun-e-mashriq
muskuraa kar KHaaliq-e-arz-o-samaa ne dii nidaa
ai Gazaal-e-mashriqii aa taKHt ke nazdiik aa
Josh Malihabadi
Nazm
gautam-budh
barf-zaaro.n ko tire anfaas ne garmaa diyaa
tere istiGnaa ne taKHt-e-saltanat Thukraa diyaa