SEARCH RESULTS
Showing search results for "tark-e-mulaaqaat"
Nazm MATCHES FOR "tark-e-mulaaqaat"
Nazm
izhaar aur rasai
aadmii kis se magar baat kare?
baat jab hiila-e-taqriib-e-mulaaqaat na ho
Noon Meem Rashid
Nazm
kahan jaoge
tark-e-duniyaa kaa samaa.n KHatm-e-mulaaqaat kaa vaqt
is gha.Dii ai dil-e-aavaara kahaa.n jaa.oge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
jis se shaadaab hai muddat se miraa zauq-e-talab
aaj taqriib me.n ye tarz-e-mulaaqaat tiraa
Abdul Ahad Saaz
Nazm
taghayyuraat
jo raaz thii nibaah kaa vo baat bhii ga.ii
vaaraftagii-e-shauq-e-mulaaqaat bhii ga.ii
Jauhar Nizami
Nazm
qaid-e-tanhai
ghol kar talKHii-e-diiroz me.n imroz kaa zahr
hasrat-e-roz-e-mulaaqaat raqam kii mai.n ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
ho tujh se tark-e-saum-o-salaat-o-zakaat-o-haj
kuchh Dar nahii.n janaab-e-risaalat-panaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
be-kaifi
aaKHirii ye bhii ik gunaah kare.n
un se ham tark-e-rasm-o-raah kare.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
dard-e-mushtarak
dard-e-mahruumii-e-jaaved hamaarii qismat
raahat-e-vasl-o-mulaaqaat ke dar band rahe
Ahmad Rahi
Nazm
daldal
fusuun-e-mulaaqaat hai baa.is-e-be-qaraarii
junuun-e-mulaaqaat rahtaa hai taarii
Krishna Mohan
Nazm
daldal
fusuun-e-mulaaqaat hai baa’is-e-be-qaraarii
junuun-e-mulaaqaat rahtaa hai taarii
Krishna Mohan
Nazm
tark-e-wada ki tark-e-KHwab tha wo
tark-e-va.ada ki tark-e-KHvaab thaa vo
kaam sab ho chukaa jo karnaa thaa
Akhtar Husain Jafri
Nazm
ek gaz ki zaban
tujh ko mujh se yaqiin-e-tark-e-vafaa
aur mujh ko gumaan hai pyaare
Zareef Jabalpuri
Nazm
guftugu (Hind Pak dosti ke nam)
sub.h tak shaam-e-mulaaqaat chale
ham pe ha.nstii hu.ii ye taaro.n bharii raat chale
Ali Sardar Jafri
Nazm
fasle
us se tajdiid-e-mulaaqaat karuu.n
lekin us shaKHs kii maanuus gurezaa.n nazre.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
diwane ki jannat
duur maazii kii bad-anjaam rivaayaat liye
niichii nazre.n vahii ehsaas-e-mulaaqaat liye