SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarkash"
Nazm MATCHES FOR "tarkash"
Nazm
wo lamha jo mera tha
vaqt ke tarkash me.n jo tiir the khul kar barse hai.n
zard havaa ke pathriile jho.nko.n se
Ada Jafarey
Nazm
zindan ki ek subh
apne shahpuur kii rah dekh rahii hai.n ye asiir
jis ke tarkash me.n hai.n ummiid ke jalte hu.e tiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
major-ishaq ki yaad mein
ham samjhe the sayyaad kaa tarkash hu.aa KHaalii
baaqii thaa magar us me.n abhii tiir-e-qazaa aur
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
an-paDh gunge ka rajaz
meraa shikaar bijliyaa.n haa.nktii hai.n
maut meraa tarkash uThaa kar chaltii hai
Ahmad Javaid
Nazm
aatish-e-KHamosh
yuu.n tere dil-e-saaf me.n ishraaq-e-mohabbat
jis tarah ki lau sub.h ko de durr-e-nayaa-gosh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
minar-e-sukut
biitii sadiyaa.n jaise par phailaa.e uThii.n gol gol
apnii laashe.n chho.D kar merii taraf aa.ii.n
Yusuf Zafar
Nazm
kahani
mire tarkash ne laakho.n tiir barsaa.e shu.aa.o.n ke
kisii ne aaftaabaana har ik zarre ko chamkaayaa
Aziz Tamannai
Nazm
may yaum-ul-hisab
ka.ii tiiro.n ne merii KHema-gaah-e-shaq ko chedaa
ka.ii tarkash hu.e is jism par KHaalii
Sajida Zaidi
Nazm
pir-e-mughan-e-urdu
aaKHirii tiir bhii tarkash kaa hu.aa raah-e-sipaar
TuuT kar rah ga.ii lo aaj kamaan-e-urdu
Masud Husain Khan
Nazm
nishan aur bhi hain
idhar bhii nazar tarkash-o-tiir vaale
tire bismil-e-niim-jaa.n aur bhii hai.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
habil
jaam-e-zahraab bhii vo tesha bhii vo daar bhii vo
KHanjar-e-shimr bhii vo tarkash-e-cha.ngez bhii vo
Zia Jalandhari
Nazm
naghma-e-dil-e-soz
kitnaa dard-aamez thaa naGma dil-e-naashaad kaa
tiir tarkash me.n ta.Dap uTThaa sitam iijaad kaa