SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarsiil-e-suKHan"
Nazm MATCHES FOR "tarsiil-e-suKHan"
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
shikwa
jur.at-aamoz mirii taab-e-suKHan hai mujh ko
shikva allaah se KHaakam-ba-dahan hai mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
mataa-e-sher
vo jaa.n-farebii-e-iz.haar-e-dil-navaaz-e-suKHan
jabii.n pe vus.at-e-qalb-o-nazar kii tahriire.n
Muslim Shameem
Nazm
KHud-faroshi
ik ahd se jo aabruu-e-bazm-e-suKHan the
vo aabruu-e-sher-o-suKHan bech rahe hai.n
Payam Fatehpuri
Nazm
suKHanwaran-e-ahd se KHitab
ai nukta-varaan-e-suKHan-aaraa-o-suKHan-sanj
ai naGma-giraan-e-chamnistaan-e-ma.afii
Zafar Ali Khan
Nazm
tujhe dekhne ke baad
lahlahaate kheto.n kaa nazaara karte
ko.ii shaa.ir mahv-e-taKHliiq-e-suKHan
Afroz Alam
Nazm
tahniyati nazm
ai 'aziiz-e-mahfil-e-she'r-o-suKHan tujh ko salaam
ai sabaa-e-sub.h-dam zeb-e-chaman tujh ko salaam
Safiya Ankolvi
Nazm
mohabbat
mohabbat maa'nii-e-husn-e-suKHan hai
mohabbat allah vaalo.n kaa chalan hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
nuqton ki kashmakash
zehn hai majnuun-e-aadaab-e-suKHan
dil puraane ras kaa rasiyaa hai abhii
Krishna Mohan
Nazm
tumhaare husn ke nam
tumhaare haath pe hai taabish-e-hinaa jab tak
jahaa.n me.n baaqii hai dildaari-e-uruus-e-suKHan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jazb-e-ghairat
faroG-e-bazm-e-suKHan terii sarparastii se
adab shanaas kiyaa hai tirii aqiidat ne
Masood Akhtar Jamal
Nazm
nazr-e-sahir
vajd me.n hai jahaan-e-sher-o-suKHan
sehr-e-saahir kii hukmraanii hai
Syed Husain Ali Jafri
Nazm
taaruf
le ke niklaa huu.n guhar-haa-e-suKHan
maah o anjum kaa KHariidaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ajnabi
ab ye ehsaas dam-e-fikr-e-suKHan hone lagaa
apnii hii nazmo.n kaa bhuulaa hu.aa kirdaar huu.n mai.n
Shaz Tamkanat
Nazm
hindostan
ek aah-e-naa-rasaa begaana-e-zauq-e-suKHan
jaise pahlii shaam ko mahtaab kii maddham kiran
Maikash Akbarabadi
Nazm
rangoon ka mushaera
mujhe rangoon se jab daavat-e-sher-o-suKHan aa.ii
tabii.at faasle aur vaqt ke chakkar se ghabraa.ii