SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarsiil-e-suKHan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tarsiil-e-suKHan"
Ghazal
kaise tarsiil-e-suKHan kii ko.ii suurat nikle
ye zabaa.n merii nahii.n hai na ye lahja meraa
Ashfaq Husain
Ghazal
vo jo hai.n lazzat-e-tafhiim-e-suKHan se vaaqif
she'r sunte hai.n vahii log mukarrar mujh se
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
na.ii ravish na.e imkaa.n niraalaa tarz-e-'suKHan'
hamaare lafzo.n se raushan bashaarate.n bhii na.ii
Abdul Wahab Sukhan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tarsiil-e-suKHan"
Ghazal
mirii sarisht-e-'suKHan' me.n hai.n kuchh na.e usluub
na.ii Gazal ne mujhe bhii KHush-aamdiid kahaa
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
ufuq kaa chehra 'suKHan' is kadar udaas hai kyuu.n
shafaq ke rang me.n ye surKHii-e-lahuu kaisii
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
vo pahle fikr ko harf-e-kamaal detaa hai
phir aagahii se suKHan ko ujaal detaa hai
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
hame.n suud-o-ziyaa.n se kyaa 'suKHan' ham
na yaabinda na giirinda hu.e hai.n
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
kisii ke naqsh-e-qadam kii thii justujuu varna
mai.n is tarah to 'suKHan' dar-ba-dar nahii.n hotaa
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
husuul-e-amn-o-mohabbat kii chaashnii ke liye
mizaaj-e-talKHii-e-dauraa.n 'suKHan' gavaaraa kar
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
abhii hai duur har ik mahfil-e-tarab se 'suKHan'
dil-o-nazar me.n abhii iztiraab itne hai.n
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
ek tuufaa.n dil kii gardish me.n 'suKHan'
ek juu-e-ashk-baar aa.nkho.n me.n hai
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
ghuTan me.n vaqt kii baaruud ban gayaa huu.n 'suKHan'
na phuu.nk de mujhe aa kar ko.ii sharar ab ke