SEARCH RESULTS
Showing search results for "theke"
Nazm MATCHES FOR "theke"
Nazm
hae bapu teri duhai hai
kitne Theke me.n ab kii baar bache
kitnii rishvat kii daulat aa.ii hai
kanval Dibaivi
Nazm
sadiyon pichhe
rasmo.n ke Theke-daaro.n ne
jurm-e-tamannaa kii paadaash me.n hukm sunaayaa
Mansoora Ahmad
Nazm
daraKHt-e-zard
There is an absurd i in absurdity shaayad
kahii.n apne sivaa ya.anii kahii.n apne sivaa Thahro
Jaun Eliya
Nazm
mere ahd ke hasino
jinhe.n muzmahil dilo.n ne abadii panaah jaanaa
thake-haare qaafilo.n ne jinhe.n KHizr-e-raah jaanaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
kahan jaoge
aas ke maare thake haare shabistaano.n me.n
apnii tanhaa.ii sameTegaa, bichhaa.egaa ko.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadhi raat
tamaam KHastagii-o-maa.ndgii ye daur-e-hayaat
thake thake se ye taare thakii thakii sii ye raat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
holi
tablo.n ke Thuke tabl ye saazo.n ke baje taar
raago.n ke kahii.n Gul kahii.n naacho.n ke ba.ndhe taar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
silan
thake thake se badan me.n bas dhiire dhiire
saa.nso.n kaa garm lobaan jal rahaa hai