SEARCH RESULTS
Showing search results for "uthaave.n"
Nazm MATCHES FOR "uthaave.n"
Nazm
muhasara
mo.azzaziin-e-adaalat bhii half uThaane ko
misaal-e-saa.il-e-mubarram nashista raah me.n hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh bhaTkii bhaTkii aashaa.e.n
kuchh bikhre bikhre sapne hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
parchhaiyan
hazaar-guuna malaamat kaa baar uThaa.e hu.e
havas-parast nigaaho.n kii chiira-dastii se
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
marne me.n aadmii hii kafan karte hai.n tayaar
nahlaa-dhulaa uThaate hai.n kaa.ndhe pe kar savaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
andha kabaadi
chamak uTThe.n lab o ruKHsaar o gardan
jaise nau-aaraasta duulho.n ke dil kii hasrate.n
Noon Meem Rashid
Nazm
ek pahaD aur gilahri
qadam uThaane kii taaqat nahii.n zaraa tujh me.n
nirii ba.Daa.ii hai! KHuubii hai aur kyaa tujh me.n
Allama Iqbal
Nazm
hum gunahgar aurten
ki ab jo diivaar gir chukii hai
use uThaane kii zid na karnaa!
Kishwar Naheed
Nazm
muflisi
muflis baGair Gam ke hii kartaa hai haa.e haa.e
mar jaave gar ko.ii to kahaa.n se use uThaa.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aadha kamra
keats kii aa.nkhe.n hu.ii jaatii hai.n
mai.n jo sohnii kaa gha.Daa uThaa.e hu.e thii
Sara Shagufta
Nazm
yaad-e-aligarh
hame.n dard thaa ek insaaniyat kaa
uThaa.e alam ham the haqqaaniyat kaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
aaj ki raat
nuur hii nuur hai kis samt uThaa.uu.n aa.nhke.n
husn hii husn hai taa-hadd-e-nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hinDola
mohalla sar pe uThaa.e phire jidhar guzre
hamaare chahchahe aur shor guu.njte rahte