SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaada-e-visaal"
Nazm MATCHES FOR "vaada-e-visaal"
Nazm
idrak
sun ai farefta-e-qissa-haa-e-hijr-o-visaal
amiiq-tar hai.n samundar se zindagii ke nikaat
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
agla safar tawil nahin
kahuu.n ki aaj bhii sub.h-e-shab-e-visaal ke gul
hamaarii ruuh me.n khilte hai.n, aa.o saath chale.n
Satyapal Anand
Nazm
bachchon se KHitab
ek gahraa saa rabt qaa.em hai
darmiyaan-e-rah-e-firaaq-o-visaal
Faiz Tabassum Tonsvi
Nazm
doraha
lazzat-e-aariz-o-lab saa.at-e-takmiil-e-visaal
merii taqdiir me.n hai aur tirii baat me.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
zindan ki ek sham
jalva-gaah-e-visaal kii sham.e.n
vo bujhaa bhii chuke agar to kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kya chahta hun
haziimat ho yaa muzhda-e-kaamyaabii
sitam ho ki ho va.ada-e-be-hijaabii
Asghar Hasan Mujibi
Nazm
wahi kashf-e-zat ki aarzu
jise yaad raaz-e-mai-o-subuu
jise yaad vaada-e-taar-o-puu
Noon Meem Rashid
Nazm
dariche ke qarib
jaag ai sham-e-shabistaan-e-visaal
mahfil-e-KHvaab ke is farsh-e-tarab-naak se jaag!
Noon Meem Rashid
Nazm
shartiya laDka
yaa kushaada chaa.ndnii me.n kaif-e-andoz-e-visaal-e-shauq honaa
vaj.h-e-aulaad-e-nariina
Krishna Mohan
Nazm
shahr-e-arzu
vafaa-e-vaada-o-qaul-o-qasam kaa zikr karo
har ek aabla-paa aur sar-e-junuu.n-pesha
Hameed Almas
Nazm
KHuda wo waqt na lae
fareb-e-vaada-e-fardaa pe e'timaad kare
KHudaa vo vaqt na laa.e ki tujh ko yaad aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
sabr kaa phal log kahte hai.n milegaa ek din
aah kab tak intizaar-e-va.ada-e-fardaa karuu.n
Jagdish Sahay Saxena
Nazm
didani
mere chehre ko mat dekho
is me.n ko.ii vaada-e-fardaa is me.n ko.ii aaj na kal hai
Mustafa Zaidi
Nazm
hijr o visal
KHud apne dil kaa KHuun fazaa me.n uchhaal ke
mazmuu.n likhe hai.n ham ne firaaq o visaal ke
Shorish kashmiri
Nazm
kis ki bad-gumani par
va.ada-e-shauq thaa fareb-aamez
bas use raa.egaan rahne de