SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaada-e-visaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaada-e-visaal"
Sher
puuraa kare.nge holii me.n kyaa vaada-e-visaal
jin ko abhii basant kii ai dil KHabar nahii.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
go vaada-e-visaal ho jhuuTaa maza to hai
kyuu.n kar na aise jhuuT ke qurbaan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
din vaada-e-visaal kaa nazdiik aa chukaa
phir der kyaa hai 'yaas' are kambaKHt mar kahii.n
Yagana Changezi
Kulliyat
bas vaada-e-visaal se kam de mujhe fareb
aage hii mujh ko teraa bahut e.atibaar hai
Meer Taqi Meer
MORE MATCHES FOR "vaada-e-visaal"
Ghazal
hotii hai tan me.n ruuh payaam-e-ajal se shaad
din vaada-e-visaal ke nazdiik aa chuke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai vaada-e-visaal-e-sanam kii vo sarKHushii
har shai hasiin ab mirii fikr-o-nazar me.n hai
Harbans Lal Aneja 'jamaal'
Ghazal
jab naa-gahaa.n mile to kiyaa vaada-e-visaal
ye iltifaat hai ki bahaana kahe.n jise
Sultanul Haq Shaheedii Kaashmiri
Ghazal
va.ada kar ke bhii na tum aa.o tumhaaraa iKHtiyaar
ham kare.nge raat-din phir bhii tumhaaraa intizaar
Naresh M. A
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Sher
bad-qismato.n ko gar ho mayassar shab-e-visaal
suuraj Guruub hote hii zaahir ho nuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bad-qismato.n ko gar ho mayassar shab-e-visaal
suuraj Guruub hote hii zaahir ho nuur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Ghazal
shikva-e-va.ada-KHilaafii kaa milaa achchhaa javaab
peshgii rakkhii thii ik ummiid bar aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kiyaa hai va.ada to phir bazm-e-raqs me.n aanaa
na kiijiyo mujhe tum sharmsaar holii me.n