SEARCH RESULTS
Showing search results for "vajuud-e-bahar"
Nazm MATCHES FOR "vajuud-e-bahar"
Nazm
afkar pareshan
kyaa baat hai ki ab tire shero.n me.n ai 'bahaar'
vo soz vo ta.Dap vo haraarat nahii.n rahii
Ameer Chand Bahar
Nazm
hubb-e-watan
aa.egii bahaar apne KHizaa.n-diida vatan me.n
big.De hu.e haalaat se ai dil na ho bezaar
Ameer Chand Bahar
Nazm
qanun-e-qudrat
al-Garaz zindagii-e-qaum me.n aa jaa.e jumuud
aur pa.D jaa.e jab is mulk kaa KHatre me.n vajuud
Ameer Chand Bahar
Nazm
shair ke irade
denaa vatan pe jaan hayaat-e-davaam hai
ye raaz har bashar ko bataa kar rahuu.ngaa mai.n
Ameer Chand Bahar
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
fazaa mahakne lagii dil-navaaz phuulo.n se
dayaar-e-hind me.n fasl-e-bahaar aa hii ga.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
Tipu ki aawaz
maaraa hu.aa huu.n go KHalish-e-intizaar kaa
mushtaaq aaj bhii huu.n payaam-e-bahaar kaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
muntaKHab-e-rozgar abulkalam-azad
bahaar hai na vajuud-e-bahaar baaqii hai
dilo.n me.n yaad-e-numuud-e-bahaar baaqii hai
Saeed Arifi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaarobaar-e-shahryaarii kii haqiiqat aur hai
ye vajuud-e-miir-o-sultaa.n par nahii.n hai munhasir
Allama Iqbal
Nazm
takmil
fareb-e-ziist ke phaahe na raam kar paa.e
ta'alluqaat kii pur-josh mauj-e-bahr-e-KHayaal
Abid Almi
Nazm
kitab gumrah kar rahi hai
isii vajuud-e-KHalaa me.n insaa.n
vajuud-e-insaan shirk-e-a.azam
Shahram Sarmadi
Nazm
hisar-andar-hisar
ik vajuud-e-taaza-tar me.n Dhal sakuu.n
phir na jaane kaun saa Gubaar mujh ko gher le