SEARCH RESULTS
Showing search results for "vigo.n"
Nazm MATCHES FOR "vigo.n"
Nazm
apni malka-e-suKHan se
hotaa hai mah-vasho.n kaa vo aalam tire huzuur
jaise charaaG-e-murdaa sar-e-bazm-e-sham-e-tuur
Josh Malihabadi
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
ye mohr hai yaar-e-mehrbaa.n kii
ye la.al lab-haa-e-mah-vishaa.n ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aao phir se diya jalaen
aahuutii baaqii yagya adhuuraa
apno.n ke vighno.n ne gheraa
Atal Bihari Vajpayee
Nazm
fikr
mah-vasho.n kaa tarab-a.ngez tabassum kyaa hai
hai to sab kuchh ye magar KHvaab asar kyuu.n ho jaa.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jang na hone denge
yuddh-vihiin vishv kaa sapnaa bhang na hone de.nge
jang na hone de.nge
Atal Bihari Vajpayee
Nazm
eid ki KHaridari
hasiino.n mah-vasho.n ko ab sar-e-baazaar dekhe.nge
ga.e vo din ki kahte the pas-az-iftaar dekhe.nge
Syed Mohammad Jafri
Nazm
chand ki fariyaad
har ta'alluq to.D rakkhaa hai hilaal-e-iid se
tujh ko fursat hii nahii.n hai mah-vasho.n kii diid se
Khalid Irfan
Nazm
aaj insan kahan hai
hathiyaaro.n ke vidhaan kii jhaa.Diyo.n ja.ngalo.n me.n
laa-vaaris laashe.n
Niyaz Haidar
Nazm
hindostani bachche
tum nannhii buniyaade.n ho duniyaa ke na.e vidhaan kii
bachcho tum taqdiir ho kal ke hindostaan kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
maine bhi aam rakh diya
baiThii hu.ii hai aaj vo baalo.n kii vig utaar kar
goyaa sharaab phe.nk kar mez pe jaam rakh diyaa
Khalid Irfan
Nazm
aazadi ka git
ek ik bachcha rahe ba.Dh cha.Dh ke gun aur gyaan me.n
ik se ik ba.Dh kar dikhaa.e aap ko vigyaan me.n