SEARCH RESULTS
Showing search results for "vus.at"
Nazm MATCHES FOR "vus.at"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
chhaa ga.ii aashufta ho kar vus.at-e-aflaak par
jis ko naadaanii se ham samjhe the ik musht-e-Gubaar
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
yahii shaayad us KHaak ko gil banaa de!
tamannaa kii vus.at kii kis ko KHabar hai jahaa.n-zaad lekin
Noon Meem Rashid
Nazm
ek taswir-e-rang
umar bhar re.ngte rahne se kahii.n behtar hai
ek lamha jo tirii ruuh me.n vus.at bhar de
Sahir Ludhianvi
Nazm
goristan-e-shahi
KHaak-baazii vus.at-e-duniyaa kaa hai manzar use
daastaa.n naakaami-e-insaa.n kii hai azbar use
Allama Iqbal
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
'faiz' o 'iqbaal' o kirshn-chandar se
vus.at-e-be-karaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
jagir
mai.n KHudaavand huu.n us vus.at-e-be-paayaa.n kaa
mauj-e-aariz bhii mirii nik.hat-e-gesuu bhii mirii
Sahir Ludhianvi
Nazm
baad-az-waqt
apne ma.asuum tabassum kii faraavaanii ko
vus.at-e-diid pe gul-baar na kar denaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
urdu zaban
vus.at-paziir daaman-e-urdu hai aaj bhii
har gosha ik jahaan hai urduu zabaan kaa
Shayar Ali Shayar
Nazm
ahd-e-tifli
the dayaar-e-nau zamiin-o-aasmaa.n mere liye
vus.at-e-aaGosh maadar ik jahaa.n mere liye
Allama Iqbal
Nazm
aap-biti
raahe.n dushvaar magar raah-numaa ko.ii na thaa
saamne vus.at-e-aflaak KHudaa ko.ii na thaa