SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaad"
Nazm MATCHES FOR "yaad"
Nazm
shikwa
aaj kyuu.n siine hamaare sharer-aabaad nahii.n
ham vahii soKHta-saamaa.n hai.n tujhe yaad nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ab talak yaad hai qaumo.n ko hikaayat un kii
naqsh hai safha-e-hastii pe sadaaqat un kii
Allama Iqbal
Nazm
yaad
is qadar pyaar se ai jaan-e-jahaa.n rakkhaa hai
dil ke ruKHsaar pe is vaqt tirii yaad ne haat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
itna malum hai!
dosto.n ko bhii kis uzr se rokaa hogaa
yaad kar ke mujhe nam ho ga.ii ho.ngii palke.n
Parveen Shakir
Nazm
daricha-ha-e-KHayal
yaad kii ik kiran bhii aa na sake
chaahtaa huu.n ki bhuul jaa.uu.n tumhe.n
Jaun Eliya
Nazm
shayad
ki ab tum mujh ko pahle se ziyaada yaad aatii ho
hai dil Gamgii.n bahut Gamgii.n
Jaun Eliya
Nazm
tarana-e-hindi
ai aab-ruud-e-ga.ngaa vo din hai yaad tujh ko
utraa tire kinaare jab kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
jo zindagii ke na.e safar me.n
tujhe kisii vaqt yaad aa.e.n
Ahmad Faraz
Nazm
parinde ki fariyaad
aataa hai yaad mujh ko guzraa hu.aa zamaana
vo baaG kii bahaare.n vo sab kaa chahchahaanaa