SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaalim"
Nazm MATCHES FOR "zaalim"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq ye kaisaa rog lagaa jiite hai.n na zaalim marte hai.n
ye zulm tuu ai jallaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
andesha
log zaalim hai.n har ik baat kaa ta.ana de.nge
baato.n baato.n me.n miraa zikr bhii le aa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
magar zulm ke KHilaf
zaalim ko jo na roke vo shaamil hai zulm me.n
qaatil ko jo na Toke vo qaatil ke saath hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
mabaadaa ho ko.ii zaalim tiraa garebaa.n-giir
lahuu ke daaG tuu daaman se dho, hu.aa so hu.aa''
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
kisii Gaasib kisii zaalim kisii qaatil ke liye
KHud ko taqsiim na karnaa mire saare logo
Ahmad Faraz
Nazm
ek laDka
vo aashufta-mizaaj andoh-parvar iztiraab-aasaa
jise tum puuchhte rahte ho kab kaa mar chukaa zaalim
Akhtarul Iman
Nazm
nazr-e-maulana hasrat-mohani
mar jaa.e.nge zaalim kii himaayat na kare.nge
ahraar kabhii tark-e-rivaayat na kare.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
na jaane kya ho
kaa.npte haatho.n pe fiqre bhii kase jaa.e.nge
log zaalim hai.n har ik baat kaa ta.ana de.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
inqalab
zamaana aane hii vaalaa hai jab ham ai zaalim
tujhe bhii KHvaar tujhe bhii KHaraab dekhe.nge