SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabaanii"
Nazm MATCHES FOR "zabaanii"
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
jin kaa har lafz mujhe yaad hai paanii kii tarah
yaad the mujh ko jo paiGaam-e-zabaanii kii tarah
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
zohd aur rindi
hai us kii tabii.at me.n tashayyo bhii zaraa saa
tafziil-e-alii ham ne sunii us kii zabaanii
Allama Iqbal
Nazm
watan
bhaa.ii tiflii se har ik aan jahaa.n me.n terii
baat tutlaa ke jo kii bhii to zabaa.n me.n terii
Josh Malihabadi
Nazm
Khaali aaankhon ka makan
mujhe pattharo.n jitnaa kas do
ki merii be-zabaanii mash.huur na ho
Sara Shagufta
Nazm
surayya ki guDiya
suno ik maze kii kahaanii suno
kahaanii hamaarii zabaanii suno
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
farogh farruKH-zad ke liye ek nazm
kahaa.n pe haatho.n kahaa.n zabaano.n ko qat.a kiijiye
kahaa.n pe darvaaza rizq kaa band karnaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
naqqad
sher kii tahliil se pahle mirii taqriir sun
KHud zabaan-e-sher se aa sher kii tafsiir sun
Josh Malihabadi
Nazm
kachhwa aur KHargosh
yuu.n zabaanii javaab to kyaa duu.n
shart bad kar chalo to dikhlaa duu.n
Ismail Merathi
Nazm
ishq mahi baghair aab
mas.ala aa gayaa hai paanii kaa
ya.anii dariyaa kii be-zabaanii kaa
Khursheed Akbar
Nazm
kabhi dekha nahin tumko
un aa.nkho.n kii zabaanii daastaa.n apnii sunaa.o tum
mujhe KHud ko dikhaa.o tum
Ameer Imam
Nazm
chhuTTi ka zamana
aa.o sune.n kahaanii ko.ii na.ii puraanii
naanii sunaa.e.n yaa phir daadii kii ho zabaanii
Mohammad Asadullah
Nazm
har chehra ek kahani hai
har chehra ek zabaa.n bhii hai
jab us kii ramz ko jaanoge