SEARCH RESULTS
Showing search results for "zebaa"
Nazm MATCHES FOR "zebaa"
Nazm
KHizr-e-rah
to.D detaa hai ko.ii muusaa tilism-e-saamarii
sarvarii zebaa faqat us zaat-e-be-hamtaa ko hai
Allama Iqbal
Nazm
tumhaare husn ke nam
nikhar ga.ii hai kabhii subah dopahar kabhii shaam
kahii.n jo qaamat-e-zebaa pe saj ga.ii hai qabaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
mujrmo.n ke vaaste zebaa nahii.n ye shor-o-shain
kal 'yaziid' o 'shimr' the aur aaj bante ho 'husain'
Josh Malihabadi
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
arz-e-matlab se jhijak jaanaa nahii.n zebaa tujhe
nek hai niyyat agar terii to kyaa parvaa tujhe
Allama Iqbal
Nazm
chhabbis january
raKHshaa.n hai hurriyat kaa zebaa-nigaar dil-juu
taskiin-e-qalb muslim aaraam-e-jaan-e-hinduu
Tilok Chand Mahroom
Nazm
padmani
laakh tasviiro.n se thii ik tirii zebaa tasviir
tujh ko qudrat ne banaayaa thaa saraapaa tasviir
Suroor Jahanabadi
Nazm
insan
manzar chamanistaa.n ke zebaa ho.n ki naa-zebaa
mahruum-e-‘amal nargis majbuur-e-tamaashaa hai
Allama Iqbal
Nazm
dusra tajraba
umDaa hu.aa saa jazba-e-bedaar kaa azaab
KHushbuu tavaaf-e-qaamat-e-zebaa kiye hu.e